Subscribe to Email
Login
Break up sms, poetry / text message, sad quote (hindi, urdu)
Search Mixsms.com Using Google Search
-
Dil Ka Dard
Na Rahi Aaj Wo Apni Kahani
.
Na Wo Haseen Din, Na Wo Raatein Suhani
.
Phr B Hmein Azeez Hain UnKi Hr Nishani
.
Chahe Wo Dil Ka Dard Ho Ya Aankhon Ka Paani
-
Mujh ko Shikast-e-DiL
Mujh ko Shikast-e-DiL ka maza yaad aa gaya!
.
Tum kiyun udaas ho gaye? Kiya yaad aa gaya?
.
Kahne ko zindagi thi bahot Mukhtasar magar,
.
Kuch yu basar hoyi k 'KHUDA' yaad aa gaya!
.
Barse baghair hi jo ghata aagay nikal gayi,
.
Ik Be-Wafa ka Ehd-e-Wafa yaad aa gaya!
.
Yu chonk uthe wo, Sun kar mera shikwa,
.
Jese unhein bhi koyi gila yaad aa gaya!
.
Hairat hai tum ko dekh k masjid me aye
'FARAZ'!
.
Kiya baat ho gayi jo 'KHUDA' yaad aa gaya.!i-
-
Shehr-e-weraan
Shehr-e-weraan sy dar gye hoty
.
Tum sy hoty to ghar gye hoty
.
Wo to aankhain theen kah gaen sab kuch
.
Hont hoty to mukar gye hoty
-
Nigaah barq nhi
Nigaah barq nhi, chehra aaftab nhi
.
Wo admi hy mgar dekhny ki taab nhi
.
Wo apny aks ko aawaz dy k kahty hain
.
Tera jwab to main hon, mera jawab nhi
-
breakup poetry, Roh Tarap Jayegi
nUsko Chahte Rahenge Yun Umar Guzar Jayegi,
.
Mout Aayegi Or Zindagi Le Jayegi,
.
Mere Marne Pe Bhi Usko Rone Na Dea,
.
Usko Rota Dekh Kar Meri Roh Tarap Jayegi.


